Hriday Se Tera Dhanyawad Lyrics
Hindi
हृदय से तेरा धन्यवाद, करते हैं करते रहेंगे तूने हमें जो सम्भाला मसीहा, तेरी प्रशंसा करेंगे -2
तुम्हीं ने हमको, सम्भाला खुदावन्द
आए हों दुःख के जितने भी तूफान
तेरी तसल्ली, तेरा ईमान
देता है मुझको इत्मिनान
हृदय से तेरा धन्यवाद...
अपनों ने मुझको, तन्हा जो छोड़ा
तेरे हाथों में था जीवन मेरा
जीवन में जब से, मसीहा तू आया
खुशियों से जीवन, मेरा भरा
हृदय से तेरा धन्यवाद...
English
Hriday Se Tera Dhanyawad,
Karte Hain Karte Rahenge
Tune Hame Jo Sambhala Masiha,
Teri Prashansa Karenge -2
Tumhi Ne Hamko, Sambhala Khudawand
Aaye Hon Dukh Ke Jitne Bhi Tufaan
Teri Tasalli, Tera Imaan
Deta Hai Mujhko Itminaan
Hriday Se Tera Dhanyawad...
Apno Me Mujhko, Tanha Jo Chhoda
Tere Hathon Me Tha Jeevan Mera
Jeevan Me Jab Se, Masiha Tu Aaya
Khushiyon Se Jeevan, Mera Bhara
Hriday Se Tera Dhanyawad...
Hriday Se Tera Dhanyawad | Rajinald Vijay Milton
Thanksgiving Song By Regi Milton (Rajinald Vijay Milton)
Written, Composed, Music & Voice By Regi Milton
- Khamosh Raaton Ki Thandi Hawaon Se | Regi Milton
- Tadpa Tha Yeshu Kiske Liye | Yeshu Ke Geet
- Krus Pe Usko Latka Ke Mara | Yeshu Ke Geet



0 Comments