Bharpur Jeevan Tere Liye Lyrics
Hindi
भरपूर जीवन तेरे लिये -2
यीशु लाया है तेरे लिये -2
जीवन से थक कर, है क्यों उदास यीशु है देता, जीवन में आस -2 अनन्त जीवन तेरे लिये -2 यीशु लाया है तेरे लिए
खाली है जीवन तेरा, है बेकरार तरस खाता यीशु तुझ पर, करता है प्यार -2 यीशु लाया है तेरे लिये यीशु बुलाता तुझको, आ यीशु पास
जीवन के जल से पीकर
बुझा अपनी प्यास -2
नदियों सा जीवन तेरे लिये -2
यीशु लाया है, तेरे लिये
English
Bharpur Jeevan Tere Liye -2
Yeshu Laya Hai Tere Liye -2
Jeevan Se Thak Kar, Hai Kyon Udaas Yeshu Hai Deta, Jiwan Me Aas Anant Jeevan Tere Liye -2 Yeshu Laya Hai Tere Liye
Khali Hai Jeevan Tera, Hai Bekraar Taras Khata Yeshu Tujh Par, Karta Hai Pyaar -2 Yeshu Laya Hai Tere Liye Yeshu Bulata Tujhko, Aa Yeshu Paas
Jeevan Ke Jal Se Peekar
Bujha Apni Pyaas -2
Nadiyon Sa Jeevan Tere Liye -2
Yeshu Laya Hai Tere Liye
Bharpur Jeevan Tere Liye | Wilson George
(Lyrics & Music - Pastor Wilson George) 12 May, 1984
- Siyyon Desh Hamara Hai Desh | Wilson George
- Yahowa Yeere Daata Mere | Wilson George
- Rahnumai Jis Tarah Prabhu Ne Ki | Wilson George
- Isse Pehle Ki Chala Jaun Is Duniyan Se | Wilson George



0 Comments