Bhor Bhajo Aur Bhajo Har Sham Lyrics
Hindi
भोर भजो -3 और भजो हर शाम प्यारे प्रभु यीशु का नाम -2 भजते रहो और भजो हर बार प्यारे प्रभु यीशु का नाम
जो तू चाहे मुक्ति का पाना
और ये अपने प्राण बचाना -2
शरण में आजा यीशु मसीह की -2
और भज ले प्रभु यीशु नाम
प्यारे प्रभु यीशु का नाम
माया मोह छोड़ दे बन्दे
छोड़ जगत से प्रीति रे बन्दे -2
आया है सो जाएगा भी -2
लेकर कर ले हर शुभ काम
प्यारे प्रभु यीशु का नाम
जब तक तेरा वास है प्यारे
यीशु मसीहा को अपना ले -2
फिर पीछे पछताएगा रे
रो-रो कर हर सुबह और शाम
प्यारे प्रभु यीशु का नाम
English
Bhor Bhajo -3 Aur Bhajo Har Sham
Pyare Prabhu Yeshu Ka Naam -2
Bhajte Raho Aur Bhajo Har Baar
Pyare Prabhu Yeshu Ka Naam
Jo Tu Chahe, Mukti Ko Pana
Aur Ye Apne Praan Bachana -2
Sharan Me Aaja, Yeshu Masih Ki -2
Aur Bhaj Le Prabhu Yeshu Naam
Pyare Prabhu Yeshu Ka Naam
Maya Moh Chhod De Bande,
Chhod Jagat Se Preeti Re Bande -2
Aaya Hai So Jayega Bhi -2
Lekar Kar Le Har Shubh Kaam
Pyare Prabhu Yeshu Ka Naam
Jab Tak Tera Waas Hai Pyare
Yeshu Masiha Ko Apna Le -2
Fir Peechhe Pachhtayega Re
Ro Ro Kar Har Subah Aur Sham
Pyare Prabhu Yeshu Ka Naam
Bhor Bhajo Aur Bhajo Har Sham | Vinod Vishwas


0 Comments