Dhanya Dhanya Dhanya Prabhu Ko Lyrics
Hindi
धन्य, धन्य, धन्य प्रभु को
जिसने मुक्ति (शक्ति) दी हमको -2
शरण में अपनी लाया -2
प्रभु जी, दिन-रात है सम्भाला -2
धन्य, धन्य, धन्य प्रभु को...
दिन में बादल का छाया बना रात में अग्नि की ज्वाला बना -2 रक्षक बना हमारा -2 प्रभु जी, सुख शान्ति से संभाला -2 धन्य, धन्य, धन्य प्रभु को...
वचन का मन्ना खिलाया हमें पानी चट्टान से पिलाया हमें -2 आत्मा को तृप्त किया -2 प्रभु जी, दिल में तू शान्ति लाया -2 धन्य, धन्य, धन्य प्रभु को...
इस सुन्दर आत्मिक जीवन में प्राण, आत्मा, शरीर और हृदय में -2 है स्वर्गीय जीवन डाला -2 प्रभु जी, आत्मिक जागृति लाया -2 धन्य, धन्य, धन्य प्रभु को...
कनान देश में लाया हमें
सन्तों के साथ मिलाया हमें -2
दण्डवत तुझे करूँ मैं -2
प्रभु जी, साष्टांग प्रणाम करूँ मैं -2
धन्य, धन्य, धन्य प्रभु को...
English
Dhanya Dhanya, Dhanya Prabhu Ko
Jisne Mukti (Shakti) Di Hamko -2
Sharan Me Apni Laya -2
Prabhu Ji, Din Raat Hai Sambhala -2
Dhanya, Dhanya...
Din Me Baadal Ka Chhaya Bana Raat Me Agni Ki Jawala Bana -2 Rakshak Bana Hamara -2 Prabhu Ji, Sukh Shanti Se Sambhala -2 Dhanya, Dhanya...
Vachan Ka Manna Khilaya Hame Pani Chattan Se Pilaya Hame -2 Aatma Ko Tript Kiya -2 Prabhu Ji, Dil Me Tu Shanti Laya -2 Dhanya, Dhanya...
Is Sundar Aatmik Jeevan Me Praan, Aatma, Sharir Aur Hriday Me -2 Hai Swargiya Jeevan Dala -2 Prabhu Ji, Aatmik Jagriti Laya -2 Dhanya, Dhanya...
Kanaan Desh Me Laya Hame
Santon Ke Sath Milaya Hame -2
Dandwat Tujhe Karun Main -2
Prabhu Ji Sashtaang Pranaam Karun Main -2
Dhanya, Dhanya...
Dhanya Dhanya Dhanya Prabhu Ko
- Yahan Ki Dhoop Chhaon | Ajit Horo
- Hovegi Barkat Ki Barish | Ajit Horo
- Swarg Ki Os | Ajit Horo
- Prabhu Mera Jeevan Tune | Ajit Horo



0 Comments