Dhanya Hain Ve Jo Bhawan Me Rehte Prabhu Ke Lyrics
Hindi
धन्य हैं वे जो भवन में रहते प्रभु के -2 स्तुति करेंगे सदा, प्रभु की, महिमा करेंगे सदा
धन्य हैं वे जो
भरोसा रखते प्रभु का -2
मदद पाएँगे सदा,
प्रभु से, मदद पाएँगे सदा -2
धन्य हैं वो जो
शक्ति पाते प्रभु से -2
प्रभु की, स्तुति करेंगे सदा
प्रभु की, स्तुति करेंगे सदा
धन्य हैं वे जो
वचन सुनाते प्रभु का -2
आशीष पाएँगे सदा,
प्रभु की आशीष पाएँगे सदा
धन्य हैं वो जो
सेवा करते प्रभु की -2
प्रतिफल पाएँगे सदा
प्रभु से, प्रतिफल पाएँगे सदा
English
Dhnaya Hain Ve Jo
Bhawan Me Rehte Prabhu Ke -2
Stuti Karenge Sada
Prabhu Ki, Mahima Karenge Sada
Dhnaya Hain Ve Jo
Bharosa Rakhte Prabhu Ka -2
Madad Payenge Sada
Prabhu Se, Madad Payenge Sada -2
Dhnaya Hain Wo Jo
Shakti Paate Prabhu Se -2
Prabhu Ki, Stuti Karenge Sada -2
Dhnaya Hain Ve Jo
Vachan Sunate Prabhu Ka -2
Aashish Payenge Sada,
Prabhu Ki, Aashish Payenge Sada
Dhanya Hain Wo Jo
Sewa Karte Parbhu Ki -2
Pratifal Payenge Sada
Prabhu Se, Pratifal Payenge Sada
Dhanya Hain Ve Jo Bhawan Me Rehte Prabhu Ke | Anand Vishwas
Written & Composed By - Anand Vishwas


0 Comments