Kuch Naya Kar Raha Hai Lyrics (Nirjal Desh Me Nadiyan Bahayega)
Hindi
Verse 1:
निर्जल देश में नदियाँ बहाएगा,
जंगल के बीच में, नया मार्ग बनाएगा -2
Pre-Chorus:
क्या तुम देख पा रहे हो,
कुछ होने वाला है
तुम्हारे जिंदगी में,
आशीष आने वाला है
Chorus:
कुछ नया कर रहा है
कुछ नया कर रहा है
परमेश्वर नया कर रहा है
अब यहाँ कर रहा है -2
Verse 2:
वह तेरे वंश पर आशीष बरसाएगा
तेरी संतान पर आत्मा उंडेलेगा -2
Pre-Chorus:
क्या तुम देख पा रहे हो
कुछ होने वाला है
तुम्हारे जिंदगी में
आशीष आने वाला है
कुछ नया कर रहा है...
Tag:
बंद जो दरवाजे हैं, अब खुल रहे हैं
बाँझ को बच्चों की आनंद से भरता है
जो आँखों ने न देखा, जो कानों ने न सुना
यीशु नाम से अब होने वाला है
कुछ नया कर रहा है...
Bridge:
मेरे घर में परिवार में
मेरे बच्चों के भविष्य में
मेरी कलीसिया और सेवा में
कुछ नया कर रहा है
इस नगर में हर शहर में
सब राज्यों में, मेरे देश में
इस दुनिया के, हर कोने में
कुछ नया कर रहा है
कुछ नया कर रहा है...
English
Verse 1:
Nirjal Desh Me Nadiyan Bahayega
Jangal Ke Beech Me, Naya Marg Banayega -2
Pre-Chorus:
Kya Tum Dekh Pa Rahe Ho
Kuchh Hone Wala Hai
Tumhare Zindagi Me
Aashish Aane Wala Hai
Chorus:
Kuch Naya Kar Raha Hai
Kuch Naya Kar Raha Hai
Parmeshwar Naya Kar Raha Hai
Ab Yahan Kar Raha Hai -2
Verse 2:
Wo Tere Vansh Par Aashish Barsayega
Teri Santaan Par Aatma Undelega -2
Pre-Chorus:
Kya Tum Dekh Pa Rahe Ho
Kuchh Hone Wala Hai
Tumhare Zindagi Me
Aashish Aane Wala Hai
Kuch Naya Kar Raha Hai...
Tag:
Band Jo Darwaaze Hain
Ab Khul Rahe Hain
Banjh Ko Bachchon Ki
Anand Se Bharta Hai
Jo Aankhon Ne Na Dekha,
Jo Kaanon Ne Na Suna
Yeshu Naam Se Ab Hone Wala Hai
Kuch Naya Kar Raha Hai...
Bridge:
Mere Ghar Me Parivar Me
Mere Bachchon Ke Bhavishya Me
Meri Kalisiya Aur Sewa Me
Kuch Naya Kar Raha Hai
Is Nagar Me, Har Shehar Me
Sab Rajyon Me, Mere Desh Me
Is Duniya Ke Har Kone Me
Kuch Naya Kar Raha Hai
Kuch Naya Kar Raha Hai...
Kuch Naya Kar Raha Hai | Nations of Worship
Kuch Naya Ft. Prince Mulla & Thanga Selvam
Written by: Prince Mulla, Thanga Selvam, Allen Ganta, Ian Eskelin
Artists: Prince Mulla & Thanga Selvam
Backup Singer: Karen George
- Yeshu Gharana | Nations of Worship
- Haan Hai Yakeen | Nations Of Worship
- Meri Ummeed Aur Rihayi Hai Tu (Panah) | Nations of Worship
- Jhoom Jhoom Jhoomo Re Jhoomo | Nations Of Worship
- Main Khuda Ka Beta Hoon | Nations of Worship
- Yeshu Masih Tu Hai Aasha Meri | Nations of Worship



0 Comments