Mere Shafi Mere Hamsafar Lyrics
Hindi
मेरे शाफ़ी मेरे हमसफर मेरे दिल में तेरी ही आस है -2 मैं हूँ फूल तेरे ही बाग का और तू मेरी ही बहार है -2
भला ये जहां मुझे देगा क्या
इसका हो भी लूँ तो मिलेगा क्या -2
इसका हो भी लूँ तो मिलेगा क्या
न तो जीते जी यहाँ चैन है
न तो मरने पर भी करार है -2
बड़े कशमकश के है मेरे दिन
शब-ए-गम मुझे खाने को है -2
शब-ए-गम मुझे खाने को है
आसी हूँ मैं प्रभु इस कदर
मेरी आस तेरे ही पास है -2
तेरा नाम ही मेरी जिंदगी
और कलाम ही मेरी बन्दगी -2
और कलाम ही मेरी बन्दगी
जो कि क्रूस पर से बहा दिया
मुझे उस लहू की तलाश है -2
English
Mere Shafi Mere Hamsafar
Mere Dil Me Teri Hi Aas Hai -2
Main Hun Phool Tere Hi Baag Ka
Aur Tu Meri Hi Bahaar Hai -2
Bhala Ye Jahan Mujhe Dega Kya
Iska Ho Bhi Lun To Milega Kya -2
Iska Ho Bhi Lun To Milega Kya
Na To Jeete Jee Yahan Chain Hai
Na To Marne Par Bhi Karaar Hai -2
Bade Kashamkash Ke Hain Mere Din
Shab-E-Gam-Mujhe Khane Ko Hai -2
Shab-E-Gam-Mujhe Khane Ko Hai
Aasi Hun Main Prabhu Is Kadar
Meri Aas Tere Hi Paas Hai -2
Tera Naam Hi Meri Zindagi
Aur Kalam Hi Meri Bandagi -2
Aur Kalam Hi Meri Bandagi
Jo Ki Krus Par Se Baha Diya
Mujhe Us Lahu Ki Talash Hai -2
Mere Shafi Mere Hamsafar
- Mohabbaton Ka Khala Bhar Sakun Masih Ki Tarah
- Dukh Sehne Se Pehle | Ghulam Abbas
- Masiha Khoon Se Apne | Vinod Vishwas
- Ek Masiha Hi Jahan Me Hai | Ishrat Adeeb
- Tujhe Pakar Masiha | Ghulam Abbas



0 Comments