Swarg Se Undel Prabhu Agni Sa Jeevan Lyrics
Hindi
स्वर्ग से उण्डेल प्रभु, अग्नि सा जीवन -2
मुझको तू दे प्रभु, भरपूर जीवन -2
आत्मा की आग अब, लगा मेरे अन्दर -2 मन में भर दे प्रभु, परिशुद्ध जीवन -2
आत्मा की प्यास मेरे, मन में लगा दे -2
स्तुति गाना, मुझको सिखा दे -2
अग्नि जला प्रभु, प्रेम की मन में -2
प्रेम करूँ तुझे, पूरे लगन से -2
जीवन के जल से, पीऊँ मैं आके -2
मुझ में बहा प्रभु, नदियों सा जीवन -2
यीशु के लहू से, कर तू पवित्र -2
पाप और मृत्यु से, कर तू स्वतंत्र -2
मेरे लिए पूरी कर, अब प्रतिज्ञा -2
मन में लगा प्रभु, अपना सिहांसन -2
तन मन धन सब, देता तुझे मैं -2
विनती करूँ प्रभु, दे स्वर्गीय जीवन -2
English
Swarg Se Undel Prabhu,
Agni Sa Jeevan -2
Mujhko Tu De Prabhu,
Bharpur Jeevan -2
Atma Ki Aag Laga Ab
Laga Mere Andar -2
Man Me Bhar De Prabhu,
Parishuddh Jeevan -2
Aatma Ki Pyas Mere
Man Me Laga De -2
Stuti Gana,
Mujhko Sikha De -2
Agni Jala Prabhu
Prem Ki Man Me -2
Prem Karun Tujhe
Pure Lagan Se -2
Jeevan Ke Jal Se
Peeun Me Aake -2
Mujhme Baha Prabhu,
Nadiyon Sa Jeevan -2
Yeshu Ke Lahu Se
Kar Tu Pavitra -2
Paap Aur Mrityu Se
Kar Tu Swatantra -2
Mere Liye Puri Kar
Ab Pratigya -2
Man Me Laga Prabhu
Apna Sinhasan -2
Tan Man Dhan Sab
Deta Tujhe Main -2
Vinti Karun Prabhu
De Swargiya Jeevan -2
Swarg Se Undel Prabhu Agni Sa Jeevan
- Yahan Ki Dhoop Chhaon | Ajit Horo
- Hovegi Barkat Ki Barish | Ajit Horo
- Swarg Ki Os | Ajit Horo
- Prabhu Mera Jeevan Tune | Ajit Horo
- Jeevan Ka Mere Tu Rakhwala



0 Comments