Yeshu Hai Sachcha Gadariya Lyrics
Hindi
यीशु है सच्चा गडरिया,
उसकी हम भेड़ें हैं
हरी चराइयों में, हमें चराता है -2
हालेलूय्याह आमीन -4
वादी पहाड़ों में ले चलता है,
जहाँ पर सुखदाई झरने बहते हैं -2
यीशु है सच्चा गडरिया...
हमको किसी का अब तो डर नहीं है, क्योंकि यीशु जो मेरा साथी है -2 यीशु है सच्चा गडरिया...
मार्गों (संकट) में मेरी रक्षा वह करता है,
शैतान के हाथों से हमें बचाता है -2
यीशु है सच्चा गडरिया...
English
Yeshu Hai Sachcha Gadariya,
Uski Ham Bheden Hain
Hari Charaiyon Me,
Hamen Charata Hai -2
HalleluYah Amen -4
Wadi Pahadon Me Le Chalta Hai
Jahan Par Sukhdai Jharne Behte Hain -2
Yeshu Hai Sachcha Gadariya...
Hamko Kisi Ka Ab To Dar Nahin Hai,
Kyonki Yeshu Jo Mera Sathi Hai -2
Yeshu Hai Sachcha Gadariya...
Margon (Sankat) Me Meri Raksha Wo Karta Hai
Shaitan Ke Hathon Se Hame Bachata Hai -2
Yeshu Hai Sachcha Gadariya...
Yeshu Hai Sachcha Gadariya
- Aaj Ka Din Yahowa Ne Banaya Hai
- Aaj Ka Ye Din Shubh Din Hai (Tere Liye Mere Liye)
- Ham Karen Prarthna Daya Ki Yachna
- Aye Meri Jaan Khudawand Ko Tu Mubarak Kahe



0 Comments