Yeshu Ka Naam Sukhdai Lyrics
Hindi
यीशु का नाम सुखदाई, भजन करो भाई ये जीवन दो दिन का -2
ये जीवन है माटी का पुतला
पानी लगे तो घुल जाए
भजन करो भाई,
ये जीवन दो दिन का
ये जीवन है चन्दन की लकड़ी
आग लगे तो जल जाए
भजन करो भाई,
ये जीवन दो दिन का
ये जीवन है कागज की पुड़िया
हवा लगे तो उड़ जाए,
भजन करो भाई
ये जीवन दो दिन का
ये जीवन है घास का तिनका
धूप लगे तो मुरझाए,
भजन करो भाई
ये जीवन दो दिन का
English
Yeshu Ka Naam Sukhdai,
Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka -2
Ye Jeevan Hai Maati Ka Putla
Paani Lage To Ghul Jaye
Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
Ye Jeevan Hai Chandan Ki Lakdi
Aag Lage To Jal Jaaye
Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
Ye Jeevan Hai Kaagaz Ki Pudiya
Hawa Lage To Ud Jaaye
Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
Ye Jeevan Hai Ghaas Ka Tinka
Dhoop Lage To Murjhaaye
Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
Yeshu Ka Naam Sukhdai Lyrics In Hindi & English
- Toot Kar Bikharne Na Dega Mujhe | Ashley Joseph
- Prabhu Ka Dhanyawad Karunga
- Dhanyawad Karta Hun Prabhu | S J Berchmans
- Mera Yeshu Masih Na Badalta Kabhi | One Tribe



0 Comments