Yeshu Ke Bachche Lyrics
Hindi
यीशु के बच्चे -3 अब सब हैं हम सन्डे स्कूल आके, यीशु को जाना यीशु के बच्चे अब सब हैं हम -2
पहले उसको न हम जानते थे अपनी दुनिया में हम खोये थे -2 सन्डे स्कूल आके, यीशु को जाना यीशु के बच्चे, अब सब हैं हम -2 यीशु के बच्चे...
यीशु पापा से बातें करें, आओ हम मिलके प्रार्थना करें -2 प्रार्थना में हम, जो भी मांगेंगे, यीशु पापा ही देंगे हमें -2 यीशु के बच्चे...
English
Yeshu Ke Bachche -2
Ab Sab Hain Ham
Sunday School Aake,
Yeshu Ko Jana
Yeshu Ke Bachche,
Ab Sab Hain Ham -2
Pehle Usko Na Ham Jante The,
Apni Duniya Me Ham Khoye The -2
Sunday School Aake,
Yeshu Ko Jana
Yeshu Ke Bachche,
Ab Sab Hain Ham -2
Yeshu Ke Bachche...
Yeshu Papa Se Baaten Karen,
Aao Ham Milke Prarthna Karen -2
Prarthana Me Ham, Jo Bhi Mangenge
Yeshu Papa Hi Denge Hame -2
Yeshu Ke Bachche...
Yeshu Ke Bachche | Johnson Joseph
Lyrics & Composition - Johnson Joseph
Lead Vocals: Suchita, Shreya K, Sherry, Shreya W, Abhishek Rai
- Yeshu Jaldi Aayenge | Joy Gill
- Mujhe Bible Se Pyar Hai | Joy Gill
- Ek Man Ho Kar Ke Logo Prarthana Karo | Joy Gill
- Aaradhana Ke Yogya Hai | Joy Gill



0 Comments